Posts

Image
          अपना पहला ब्लॉग कैसे लिखे ? हेलो   दोस्तों , स्वागत है आपका एक बार फिर से   | आज हम जानेगे की ब्लॉग कैसे लिखें ? आपने ब्लॉग बना लिया होगा लेकिन उसमे ब्लॉग कैसे लिखते है , इस बारे में हम आज जानेगे | अगर आपको हमारी जानकारी पसंद आती है , तो लाइक करे कोई सवाल हो तो कमेंट करके बताएं | हमारे   यूट्यूब चैनल को सब्सक्राइब करें- http://www.youtube.com/c/TechandTechSN ब्लॉग कैसे बनायें ? सबसे पहले आप को blogeer.com पर जाना है और जीमेल अकाउंट से साइन अप कर लें | उसके बाद अपने ब्लॉग का टाइटल लिखें और फिर यू आर अल लिखे , जैसे - '' techgyan.blogspot.com ''   अगर यह यू आर अल नही मिलता है , तो आप इसमे कोई नंबर या वर्ड ऐड कर सकते है | इसके बाद में एक थीम सिलेक्ट करे और   '' create blog '' पर क्लिक करें | आपका ब्लॉग तैयार है | ब्लॉग कैसे लिखते है ?   ब्लॉग बनाने के बाद आपको ऊपर की तरफ   " new blog " पर क्लिक कर देना है | अब अपने ब्लॉग का title लिखना है और निचे की तरफ आपका पूरा आर्टिकल लिखने के बाद...

jio phone me google chrome kaise chalaye. Use chrome in jio phone

Image
  Jio phone me google chrome                                                                                                                                                                 ...

blog kya hai, kaise banate hai-hindi me

                      Blog:full information  Hello dosto, swagat hai aapka. Aaj hum jaanege blog ke baare me ki blog kya hota hai, blog kaise banate hai. Aajkal sabhi online earning karna chahte hai jisse ki bina investment ke aap paise kama sakte hai. Present time me website, youtube aur blog paise kamane ka sabse aasan tarika. Aap apne gyan se paise kama sakte hai bina jayada mehnat ke. Blog Kya Hota Hai ? Blog ek online article hota hai jisme aap esi jankari batate hai, jise log janna chahte hai. Esme aap education, youtube, blog, news, technology, tricks, hacks etc. ke baare me batate hai. Blog present me bahut hi aasan tarika hai earning karne ka , jisme aap apni knowledge ko share karke earn kar sakte hai vo bhai free me ghar bethe hi. Blog Se Earning Kaise Kare? Bahut se log janna chahte hai ki blog se earning kaise hoti hai sirf article likhne se. To aaj mai aapko bataunga ki blog se earning ke 2 tari...

Jio phone me Video edit kaise kare || video editor in jio phone

Image
                Jio phone Video Edit kaise kare       Hello dosto , swagat hai aapka. Aaj hum jaanege ki jio phone me video edit kaise kare. Aaj ka ye blog bahut important hai kyunki aap bhi jaante hai ki jio phone me video ya photo edit karne ka koi option ya app nhi  milta hai. Future me shayad isme koi app ki update  mil sakti hai.   Agar aap bhi jio phone me video edit karna chahte hai , to aaj me btaunga ki aap kaise apne jio keypad phone me videos ko cut, merge/join , adjust kar sakte ho vo bhai bilkul free me .   Agar aapko humari trick pasand aati hai to like kare, koi sawal ho to comment kare. Aaj me aapko 2 tricks bataunga video edit karne ki. Aap humare youtube channel ko subscribe kare jio phone se related videos dekhne ke liye. Please subscribe- http://www.youtube.com/c/TechandTechSN .   To video edit karne ke liye ye steps follow kare-   1.      ...