blog kya hai, kaise banate hai-hindi me


                     Blog:full information 

Hello dosto, swagat hai aapka. Aaj hum jaanege blog ke baare me ki blog kya hota hai, blog kaise banate hai. Aajkal sabhi online earning karna chahte hai jisse ki bina investment ke aap paise kama sakte hai. Present time me website, youtube aur blog paise kamane ka sabse aasan tarika. Aap apne gyan se paise kama sakte hai bina jayada mehnat ke.

Blog Kya Hota Hai ?
Blog ek online article hota hai jisme aap esi jankari batate hai, jise log janna chahte hai. Esme aap education, youtube, blog, news, technology, tricks, hacks etc. ke baare me batate hai. Blog present me bahut hi aasan tarika hai earning karne ka , jisme aap apni knowledge ko share karke earn kar sakte hai vo bhai free me ghar bethe hi.

Blog Se Earning Kaise Kare?
Bahut se log janna chahte hai ki blog se earning kaise hoti hai sirf article likhne se. To aaj mai aapko bataunga ki blog se earning ke 2 tarike konse hai?
1. Agar aapne koi blog likha jo jayada search hota aur aapka blog search me aata hai to jitna jayada aapke blog ko padha jayega utni jayada aapki kamayi hogi.
2.Dusre tarike me aapke blog par company, gadjets, college, hotels, websitas etc. ads dikhayi jaayengi. En ads par hone waale clicks seaapko paise milege aur aapki achhi earning ho jayegi. Ab aap jaan chuke honge ki blog kya hai aur esse earning kaise hoti hai. To ab hum janege ki blog kaise banaye.

Blog Kaise Banate hai ?
Agar aap bhi blog banana chahte hai to en batayi gayi steps ko follow kare .En steps se aap kisi bhi phone, laptop ya computer se koi bhi browser use karke free me blog bana sakte hai.

1.Firt step me browser open kare. Uske baad type kare Blogger.com .
2.Blogger me jaane ke baad apni email id aur password se sign up kare.
3.Ab make a blog par click kare aur tittle likhe jaise "tech news 4 all" .
4. Ab url type kare jaise "technews4all.blogspot.com" aga yeh url nahi mile to isme numbers add kare jaise "technews4all16.blogspot.com".
5.Iske baad me ek design choose kare aur create blig par click kare.
Aapka blog taiyar hai isme aap apne article type karke publish kar sakte hai aur earning kar sakte hai. Aasha hai aapko samajh me aaya hoga .Agar aapke koi sawal ho to aap comment karke bata sakte hai. Thanks.

Comments

  1. https://free-help-tips.blogspot.com/2019/02/how-to-start-a-blog-for-beginner-in-hindi.html?m=1

    ReplyDelete

  2. SEO Friendly Blog Post Kaise Likhe & Rank On Google First Page
    https://www.freehelptips.in/2019/03/seo-friendly-blog-post-kaise-likhe.html

    ReplyDelete
  3. Thank you so much for posting this important information. This is great.
    Video Color Grading With DaVinci Resolve Specialist

    ReplyDelete
  4. nice one i loved your article please put my link in your article https://www.prohindiblogger.com/2019/01/how-to-start-a-free-blog-on-blogger.html

    ReplyDelete
  5. Sora paper premium blogger template jiska price 10 $ hai lekin mein aap sabhi ko free mein de raha hu kyuki mein nhi chahta newbie blogger ko koi pareshani ho jo mujhe huyi thi or crack theme apne blogger se hata do warna rank karne mein bohot mushkil hoga maine bhi hata diya hai ye wala theme use karo AMP version hai or bohot Fast hai

    Sorapaperpremiumbloggertemplate and please put my premium template links in your article

    ReplyDelete
  6. Thank you so much for sharing the information which is helpful to us. We have a website the knowledge in Hindi where we are sharing the informative blogs which is related in our daily life and few kinds of technical term.

    ReplyDelete
  7. Think for my helping about this problem
    https://www.mytechfeature.com/

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Jio phone me Video edit kaise kare || video editor in jio phone